Saturday, 27 August 2016

hair colour karne ka asan or sasta tareqa

salam dosto aj main apko btaun ge hair colour karne ka sab se asan acha or sasta tareqa ye mein khud bhi karti hun agar ap k hair time se pehle he white ho gaye hain to ap chaho gy inko black karna is liye main apk liye ye post kar rahi hain
sab se pehle apko kesi phansar ki dukan pe jana hain usko kehna hai k kala pathar do 20 rupay ka milta hai ap wo lo ge or sath mehndi bhi jo amm milti hai mera kheyal hai palwasha mewhndi achi hoti hi kala pathar ache se phes lena hai phir mehndi mein dal k pani dal k ghol lena hai phir aik ghanta mehndi ko rakhna hai or sar pe laga lena hai jb tak mehndi sukti nai tab tak utarna nai hai.....
phir ache se pani dal k mehndi utar leni hai bal colour ho jayen gay inshallah

No comments:

Post a Comment