Sunday, 14 August 2016

Pimple ko door karna

Ajkal bohat si lariyoun or larkun ko b pimple ka masla hota hai or pimple ki waja se khubsurti kam ho jati hai ab hum pimple ko door rakh sakte hain k humain pimple na hon is k liye humain apna chehra saf rakhna hoga yani din mein 2 ya 3 bar muh ko dhona ho ga br br pani pena hoga pani se ek to apki skin b achi rehti hai or dusra motapa b nai hota pani humari skin or body k liye bohat acha hai...

No comments:

Post a Comment