Humari skin bohat achi hoti hai bs kabi kabi miti dhool ki waja se nak mein kala kil say ban jate hain jis ki waja se humare husn mein kami ati hai in ko khatam krne ka bohat he asan tariqa hai agar ap in se pareshan hain to aisa kare k aik tooth brush lay us mein thori c toothpaste namak or pani milayen thora sa phir isko halka halka nak pay ragre to kil nikal jayen gay or apka nak bohat acha or saf nazar ane lag jaye ga...
No comments:
Post a Comment